March 02, 2009

Cactus

Raat eka-ek neend tooti to kya dekhta hoon
Gagan se jaise utar kar ek tara cactus ki jhadiyon mein aa gira hai
Raat eka-ek neend tooti to kya dekhta hoon gagan se jaise utar kar ek tara cactus ki jhadiyon mein aa gira hai
Nikat jaa kar dekhta hoon ek adbhut phool kaanton mein khila hai
Hai cactus, divas mein tum khile hote,
rashmiyan kitni nichhaavar ho gayeen hoti tumhari pankhudiyon par
pavan apni god mein tumko jhula kar dhanya hota
gandh dheemi baantta phirta dhruvon mein
bhringya aate gherte tumko
anavrat bherte mala suyash ki, gun tumhara gungunate

dhairya se sun baat meri, cactus ne kahaa dheeme se
kisi vivashta se khilta hoon, khulne ki saadh to nahi hai
jag mein anjaana reh jaana koi apradh to nahi hai

-
Harivanshrai Bachchan

7 comments:

Kanika said...

:) i am waiting for the third part

Unknown said...

hey..will send it today..hope u're doing better now..take care

Divya said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

You are a beautiful boy (darling boy).

Unknown said...

@anonymous: umm..thanks.

Sukalyan said...

Thank you very much. I was looking for the poems in English scripts as I find it difficult to read Hindi. Do you have the one about Buddha?

Unknown said...

Bhenchot yeh likhne se pehle tere hath mein chale Kyun nahi padh .. And Gand mein cactus daal madarchot kahika